• Sponsored Links

Kaash ki mein fir se …

Share this :

काश की मैं फिर से . . .

काश की मैं फिर से बचपन को वापस ला पाती , काश की मैं फिर से छोटी हो पाती |

काश की मैं फिर से स्कूल जा पाती

काश की मैं फिर से गिने चुने दोस्तों में खुश रह पाती

काश की मैं फिर से डांट खाने पर मुस्कुरा पाती

काश की मैं फिर से अपनी बहनों के साथ वैसे ही लड़ाई कर पाती |

काश की मैं फिर से पापा से उसी तरह डर पाती

काश की मैं मम्मी से चॉकलेट खाने केक लिए पैसे ले पाती

काश की मैं फिर से अपनी दादी की बनायीं खाने की चीज़ें खा पाती

काश की मैं फिर से जब सो के उठती तोह सारी चिन्ताय गायब कर पाती |

काश की मैं फिर से बचपन को वापस ला पाती , काश की मैं फिर से छोटी हो पाती |

                                                                                                  –अनु बत्रा |


English

kaash ki mein fir se bachpan ko wapas la paati,
kaash mein fir se chhoti ho paati,
kaash ki mein fir se school jaa paati,
kaash ki mein fir se ginechune doston mein khush reh paati,
kaash ki mein fir se daant khaane per muskura paati,
kaash ki mein fir se apni beheno ke sath waise hee ladai kr paati,
kaash ki mein fir se papa se usi tarah darr paati,
kaash ki mein mummy se fir se chocolate khane ke liye paise le paati,
kaash ki mein fir se apni dadi ki bnaayi khane ki cheezein khaa paati,
kaash ki mein fir se jab so ke uthti toh saari chintayein gayabb kr paati,
kaash ki mein fir se bachpan ko wapas la paati,
kaash mein fir se chhoti ho paati

                                                                                                               By Anu Batra

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

51 − = 48